About Us Contact Us Help


Archives

Contribute

 

Laugh A While


09/14/2007


If the Titanic was made in India:

a) There would be 10 times as many people on the ship.

b) There would be a song with Kate Winslet in a white sari and of course in rain!

c) The movie would be called "Pyar kiya to marna kya".

d) Hero and Heroine would float in cold water for days and still survive, but the villain would die in the first dip.

e) The iceberg would be sent by the heroine's father to teach the hero a lesson.

f) None of the women would float due to heavy designer saris.

* The classic:

"main tumhaare bachche ki maan banne waali hoon."

* The eternal reason for being the victim of anything that can
happen to you in hindi films :" Mai gareeb hoon na , isliye ...."


* A main character in the movie will go to the temple and say :
"Bhagwan mainey tumse aaj tak kuch nahin maanga....."


* Old hindi movie :
"Aiye ji sunte ho.. Aap bade woh hein."


* Lover-girl to leaving lover-boy :
"Mai tumhare bina nahin jee sakti "


* "Kanoon ke haath bahut lambe hote hein"
&
* "Rukjao! kanoon ko apne haath mein mat lo"


* Judge announcing his decision in filmi court :
"Gawaaoon key bayaanat aur saboot ko madde nazar rakhtey
Taz-e-raat-e-hind, dafaa 302 ke tahet , muzrim ko sazaaye maut di jaati hai"


* " Muzrim ko ba-izzat bari kiya jaata hai"


* " Main is Geeta per haath rakhkar yeh saugandh leta hoon ki jo bhi
kahoonga sach kahoonga, aur sach ke siva kuch nahin kahoonga."


* "Inspector! Giraftaar karlo issey"


* " Raam Raam kaaka"


* " Jug Jug jiyo beta "


* " Ab hum kisi ko muh dikhaane ke layak nahin rahe"


* " Kya issi din ke liye tujhe paal pos ke bada kiya tha?"


* Typical farmer ka dialogue :
" mainey is zameen ko apne khoon sey seencha hai "


* Hero/heroine after opening their eyes in the hospital :
" Main kahan hoon?"


* " Hum jahaan khade hote hein, line wahin sey shuru hoti hai"


* " Mai kahti hoon, Door ho jaa meri nazron sey"


* "Is ghar ke darwaaze, tumhare liye hamesha ke liye band hein"


* A Prem-Chopra-type villian to the heroine/village belle :
" In gori gori kalaiyon ko kaam karne ki kya zaroorat hai"


* " Chhod do mujhe, bhagwaan ke liye chhod do"


 







Bookmark and Share |

You may also access this article through our web-site http://www.lokvani.com/




Home | About Us | Contact Us | Copyrights Help